Tuesday 2 January 2018

Faiz Ahmed Faiz Two poetry


Category: Faiz Ahmad Faiz Poetry
Faiz Ahmad Faiz is very famous urdu poet from Pakistan. Faiz Ahmad Faiz Poetry has been translated into several languages. We offer his best poetry collection on sadghi.blogspot.com


AB PHIR POCHTAY HO
Ab Pochtay Ho Mukaam apnna
                             Keh Diya Zindagi Ho Tum 
HUM NA HONGAY
Hum Na Hongay To Kisi Aur Ke Charchay Honhgay
 
Khalikatay Shahar To Kahny Ko Fassany Mangay


             JISSAM KI DARARON
     Jissam Ki Darraron Se Rooh Nazar Aanay Lagi
       Bohat Andar Tak Tor Gaya mujhe Tera Ishaq
 
                     
               SOCHTA HOON  KE 

          Sochta Hoon Dhalenge Ye Andheray Kaise

      Log Rukssat Howay Aur  Log  Bhe Kise Kaise
 
                     WO BICHHRRA 
            Wo Bichrra To Phir Kabhi subbah Na howi
             Raat Hi Hoti Gaye Har Raat Ke Baad ..

                                     

                                         AUR BHE DUKH 
Aur Bhe Dukh Hai Zamanay Me Muhbbatt Ke Siwa 
Rahtien Aur Bhe Hai Wassal Ki Rahhat Ke Siwa



           AGAR BAAZI ISHAQ KI
 Agar Baazi Ishaq  Ki Baazi hai Jo Chaho Laga Do Daar Kaisa
Agar Jeet Gaye To Kia Kehna Agar Hare Bhe To Baazi Maat Nahe



OTHH KAR TO AGAYE
Othh Ker To Aagye Hi Tere Bazm se Magar 
Kuch Dil He Janta Hai Kis Dil Se Aaye Hai  h

TUMHARI YAAD 
Tumhari Yaad Ke Jub Zakham Bharne Lagty Hain
Kisi Bhanay Tumain Yaad Karne Lagtay Hai
  


No comments:

Post a Comment